Kabhi Ro Ke MuskrayeKabhi ro ke muskraye, kabi muskura ke royeUski yaad jab bhi aayi, use bhula ke royeEk uska hi naam tha, jise hazar bar likhaJitna likh ke kush hue, usse jyada use mita ke roye
Na Wo Aa Sake Na Hum Ja SakeNa wo aa sake na hum ja sakeNa dard dil ka hum kisi ko suna sakeBas khamosh baithe hain unki yaadon meinNa usne yaad kiya na hum bhula sake
Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aaya HogaUnke hontho pe mera naam jab aaya hogaKhud ko ruswayi se phir kaise bachaya hogaSun ke fasana auro se meri barbadi kaKya unko apna sitam na yaad aaya hoga
Phir Uski YaadPhir uski yaad, phir uski aas, phir uski baateinAe dil lagta hai tujhe tadapne ka bahut shauk hai
Karoge Yaad Tum Ki Main Kehta Tha KabhiKaroge yaad tum ki main kehta tha kabhiDaulat aur mohabbat ka, na kabhi bhi mel hota haiHoti hai jinke liye daulat hi sab se badhkarUnke liye to yeh mohabbat, bas ek khel hota hai
Chale gaye ho dur kuch pal ke liyeChale gaye ho dur kuch pal ke liyeDur rehkar bhi karib ho har pal ke liyeKaise yaad na aaye aapki ek pal ke liyeJab dil me ho aap har pal ke liye